saare sapne

saare sapne kahin kho gaye
hai hum kya se kya ho gaye
saare sapne kahin kho gaye
hai hum kya se kya ho gaye

dil se tanhai ka yeh dard jeeta
kya kahe hum pe kya kya na beeta
dil se tanhai ka yeh dard jeeta
kya kahe hum pe kya kya na beeta

tum na aaye magar jo gaye
hai hum kya se kya ho gaye

saare sapne kahin kho gaye
hai hum kya se kya ho gaye

tumne humse kahin thi jo baatein
unko dohrati hai gham ki raatein
tumne humse kahin thi jo baatein
unko dohrati hai gham ki raatein

tumse milne ke din toh gaye
hai hum kya se kya ho gaye

saare sapne kahin kho gaye
hai hum kya se kya ho gaye

koi shikava na koi gila hai
tumse humko kab yeh gham mila hai
koi shikava na koi gila hai
tumse humko kab yeh gham mila hai

haan naseeb apne hi so gaye
hai hum kya se kya ho gaye

saare sapne kahin kho gaye
hai hum kya se kya ho gaye

listen to this song here
(you need real player for this song)

Got something to say? Go for it!