bahut saal pehle, humne bhi isi tarah, isi jagah se, kisi ko ek phool bheja tha.
tumne hamara ek khoya hua pal lauta diya.
this movie yet makes me cry everytime i watch it.
haan judai se darta hai dil – kareeb – listen to this song here
(you need real player for this)
haan judaai se darta hai dil
haan judaai se darta hai dil
maut se toh mein darta nahi
aur darta toh sunle sanam, sunle sanam
pyar tujhse mein karta nahin
pyar tujhse mein karta nahin
haan judaai se darta hai dil
haan judaai se darta hai dil
main akela na reh paaunga
dur tak raat hi raat hai
zindagi ek alag cheez hai
zinda rehna alag baat hai
umr kaise guzar paayegi
umr kaise guzar paayegi
ek pal jab guzarta nahi
aur darta toh sunle sanam, sunle sanam
pyar tujhse mein karta nahin
pyar tujhse mein karta nahin
haan judaai se darta hai dil
haan judaai se darta hai dil
gham ka mausam guzarta nahi
zakhm yaadon ka bharta nahi
raat parvat hai katti nahi
din hai dariyaa utarta nahi
meri neendon mein aajayegi
dhoop suraj ka khanjar liye
todne mera dil aayega
chand haathon mein patthar liye
dil darata hai mujhko magar
dil darata hai mujhko magar
mein yakeen dil pe karta nahin
aur darta toh sunle sanam, sunle sanam
pyar tujhse mein karta nahin
pyar tujhse mein karta nahin
haan judaai se darta hai dil
haan judaai se darta hai dil




Salla u were awake again till 3am !!! Tera kya hoga yaar :-)